Tuesday 31 October 2017

Jee Liya Lyrics Momina Mustehsan






Maine din ka savera dekha
Raat ka andhera dekha
Has ke sabhi seh liya

Maine apni kahani likhi
Apni zabani kahi
Jo dil kiya keh diya

Maine din ka savera dekha
Raat ka andhera dekha
Has ke sabhi seh liya

Maine apni kahani likhi
Apni zabani kahi
Jo dil kiya keh diya

Jo mushkil tha kabhi wohi
Apna raasta chun liya
Maine khud se lad kar hi dil ko zinda kiya

Maine jee liya
Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya jee liya
Maine jee liya

Maine sache jhoote khwaab dekhe
Chehron pe naqab dekhe
Anjaane seyab dekhe haan
Maine jugnu sitaare dekhe
Rangeen nazare dekhe
Mausam saare pyare dekhe haan

Jo mushkil tha kabhi wohi
Apna raasta chun liya
Maine khud se lad kar hi dil ko zinda kiya

Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya jee liya
Maine jee liya

Dekho duniya kitni haseen
Par zindagi yeh ajnabi
Hai dhoop jo yahan
Toh hai chhaon bhi yahin
Maine dono ko hi apna liya

Maine jee liya
Jee liya jee liya jee liya
Maine jee liya
Maine jee liya
Maine jee liya
Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya
Jee liya jee liya
Maine jee liya jee liya
Maine jee liya

6 comments: